Sunday, 4 January 2015

Kaun si dost - shikha



Khuda ne jab tumhe banaya hoga,
Tab ek pal ye bhi socha hoga,
Ki  kaun si dost de tumhe tohfe Mai,
or tab jakar usne Hume banaya hoga.
Shikha

Pyar humara - shikha



Bahot hi khubsurat hai pyar humara,
Jisse maheke gharsansar ye humara,
Aaye chahe kitne bhi tufan zindgi mai
Kabhi khatam na hone dena pyar humara.

Shikha

Aapka naam Baat diya - shikha



Duniya ne humse puchha ki tumhe pata bhi hai ki pyar kya hota hai
Humne unhe kanto ki Sej ko phoolo Mai badal ke dikha diya
Fir un hone puchha ki aap kitna pyar karte ho apne pyar se
Humne unhe Pura samunder Jakar dikha diya
Fir un Sabne Hume puchha ki kaise sambhal Paoge apne pyar ko
Humne dhire se phoolo ko sahelakar dikha diya
Fir unhone humse puchha ki kisiki nazar lag jayegi to kya karoge
Humne Apni palko ko dhire se bandh karke chhipa liya
Fir un hone puchha ki Apni jaan se bhi pyar kise karte ho
To shikha ne turant muskurakar aapka ka naam Bata diya.

Shikha

Friday, 2 January 2015

Muddat ke baad - shikha



मुद्दत के बाद 

मुद्दत के बाद उनसे मुलाकात हुई है
सोचता हूँ वाकई क्या बात हुई है
उनकी अदा में अभी भी बात वही है
दिल में हमारे दोस्तो खलभली पड़ी है
हमको तो उनकी चाह अभी भी वही है
क्या उनके दिल में मेरे लिए चाह वही है
यहाँ तो अभी भी आतिशे-इश्क सुलग रही है
क्या एक चिनगारी वहाँ भी बची हुई है
पूछूँ कैसे पूछने की बात नहीं है
यह आशिकी की बात है जो नाज़ुक बड़ी है
क्या फिर से मुहब्बत की घड़ी आन पड़ी है

—-लक्ष्मीनारायण गुप्त
—-१८ नवम्बर, २०१४

Tirange ko - shikha



TIRANGE KO .....
Roj isi Tirange ko hum bahot hi miss karte hai,
Use yaad karke salute hum karte hai,
Hai apne vatan se itni door ki
Roj isi Tirange ko dekhkar khush hua karte hai.

shikha

Aane se uske aaye - shikha


ibadat -shikha



Aapke paas baithna bhi ibadat,
Aapse baate karna bhi ibadat,
Aapke liye rab se dua mangna bhi ibadat,
Aapke liye sabkuch kargujarna bhi ibadat,
Na mala, na jaap, na tap, na varat
Bas har ghadi aapke bare mai sochna bhi ibadat.
shikha

Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...