Friday, 31 July 2015

Dedicate shayari


YE HUMARE JAIBHAIYA NE HUME DEDICATE KI THI.
Shikha di: - Kya kahun me inke bare me koi intro ki mohtaz nhi hai inka nam,
  inka nam hi bas inki hai pahchan, gulo ka gulistan hai, khud ek nageena hai,,,


Dosto, mere bhaiyon, mere hamdardo aur sabhi padne walo…

Me di ka nam bhi nhi leta hun kabhi par is post me le raha hun di mafi chahunga,,,

For you form bottom of my heart Shikha Di,

Khuda ki naik insaan dilo me hai kitna apnapan
Sundarta hai lafzo me seedha sadha inka man…
is pariwar aur sabhi bhaiyon ki hai sabse laadli
Meri aadarash meri di meri shikha bahan!!!

Har shayari me inke dikhe bas pyar ki jhalak.
Milu kabhi inse jeewan me hai mere dil ki lalak
Na suna na dekha na dekh paunga aisi shaksiyat
Chahe ghumu me ye zameen ya fir dekhu us falak!!!

Ye di ki hi likhi lines and so me just inne repeat kar raha hun

Tareef karu jinse vo alfaz nahi milte,
Aap vo phool he jo barbar nahi khilte.

Le aate Hum - Shikha

Ye humare ek bhai ne dusri site pe hume dedicate ki thi...jise hum yaha pe share karte hai.
      Le aate hum
Hum bhi udte chiriyo se jo ,
Hote pankh hamare ,
Nani ki vah kahi khani ,
hai pariyo ka desh ,
pari kumari , budha bona ,
kayse un ke vesh ?
hum pariyo ke sang rahte to ,
hote vare nyare ,
dur -dur tak apni bahay ,
amber h falay ,
apne peeche jane kitni ,
duniya nai chipay ,
us duniya se ,
le aate hum ,"Shikha "jaysi bahn
Anmolbhaiya
 Dadicated to my sweet sisters..........

Song collection of Shreya ghoshal


Yeh dil deewana ....


Top 10 gazals


Evergreen romantic songs


Uvassggaharam stotra -jain stavan


Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...