Showing posts with label * Yaad Shayari. Show all posts
Showing posts with label * Yaad Shayari. Show all posts

Friday, 25 January 2019

Tumhari yaad aati hai - Shikha

Image result for cute smile pic

Tumhari yaad aati hai to mere is dil ka aangan mahekne lagta hai,
Bin mausam barish hone lagti hai or din khwab sajne lagta hai.

Shikha

Mahek uthti hai tanhai - Shikha

Image result for Romantic love image

Mahek uthti hai tanhai jab teri yaado ka karva ka mere paas chala aana hai,
Fir yaado ki barish se khud b khud hi labo pe muskan ka aa jaana hai.

Shikha

Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...