Friday 12 February 2016

Superhit Ghazals


Dhoonghat ki aad se dilbar ka ...


Mere rang mai rangnevali


Humara bhi aaj koi apna hai - Shikha

 
 
Humara bhi aaj koi apna hai,
Jinke sang sajaye kai sapne hai.
Anjani raaho mai kahi mil gaya tha,
Par rishta jana pahechana sa lagta tha.
 
Unki hansi ne dil humara churaya tha,
Saath zindagi bitane ka sapna sajaya tha.
Kaise dil bahekta gaya na jana humne tha,
Kaise yaado mai rahene lage the na ye samja tha.
 
Ek din aise vo zindagi mai humari aaya tha,
Humare sune man ko vo phoolo sa maheka gaya tha.
Humare khali daman ko khushiyo se sajaya usne hai.
Zindagi ke sare rang vo jaise ek saath bharne laga hai.
 
Aaj ke din kya tohfa de hum use ye kaheti hai shikha,
Ye Jivan humara unke naam karte hai,
Rab se dua hai ki kaante na chhubhe raaho mai kahi aapko,
Vo Sare kaanto ki jagah phool hum aapke naam karte hai.
 
Happy valentine my Love
 
Shikha

 

Aapke naam - Shikha



Aapke naam se apna naam jod diya hai ab humne,
Aapke dil se apna dil jod diya hai ab humne,
Aapki saanso se apni saanse jod di hai ab humne,
Thaam ke aapka haath chale hum sari umar,
Aapki hansi se apni hansi jad di hai ab humne.
 
Happy Valentine Day
 
Shikha

Hum aapke hi hai - Shikha


 
Kisi din baithkar samne humare jee bharke didar karna,
Apni baaho mai bharke jee bhar ke pyar aap karna,
Humari muhobbat pe aitbaar karna kabhi na koi shaq karna,
Hum aapke hi hai or humesha rahenge ye aitbaar karna.
 
Happy Valentine my love
 
Shikha

Aapka pyar humari zindagi mai - Shikha



Aapka pyar humari zindagi mai aisa hai,
Saanse hai humari par chalti aapse hai.
Aapka pyar humari zindagi mai fizzaye jaisa hai,
Muskurahat labo pe humari par aati aapse hai.
 
Happy Valentine Day
 
Shikha
 

Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...