Thursday 9 April 2015

Duniya se Sahara kya Lena - Jain stavan


Kyo ki tum hi ho - Jain stavan


Journey song Piku


Pyar mai jaan - Shikha


 
Kahene se hi kya pyar ka fasana baya hota hai,
Pyar ka fasana to aankho se baya hota hai.
 
Kya bataye aapke bina humara haal kya hota hai,
Bhari mafefil mai bhi ye tanha dil  rota hai.
 
Bas bahot hua ab yu na satao hume,
Aapko ye dil bahot yaad jo karta hai.
 
Der ki ab jo aapne aane mai isbar,
To Shikha aapki pyar mai jaan bhi de skti hai.
 
Shikha

Palko ko bichhaye baithe hai - Shikha


Humare pyare Bhai ko samarpit....jo bhagwan ke paas chale gaye hai fir bhi uska humare paas hone ka ehesas hota hai...
 
 
Bhai....ab to kuch bhi thik nahi lag raha aapke bina,
Ye suraj ki paheli kiran se sham tak intezar karte rahete hai.
Dekhkar humari udasi door door se aasman bhi hansta hai,
Fir bhi hum aapke intezar mai apni palko ko bichhaye baithe hai.
 
Shikha


best of bollywood 2014


Andhar pan game chhe - gujarati gazal


Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...