Tuesday 3 March 2015

holi song


Holi ke nyare rango - Shikha


Holi ke nyare rango mai
Chhupa hai dher sara pyar,
Aakar kho jao in rango ki masti mai
Tumhe dikhayenge sara khubsurat sansar.
 
Shikha

Pyar ki holi - Shikha


 
Aapke sang kheli hai humne pyar ki holi,
Kalpana ki holi , khayalo ki holi.
 
Koi rang na bikhra hai aaj tak,
Yahi baat humne nahi kahi aaj tak.
 
Aaj aa jao samne humare khel lo pyar ki holi,
khubsurat rango ki holi, kalpana ki holi.
 
Shikha


Ye ek rang - Shikha

 
Lagaoge jab aap ye rangberangi rang,
Ek rang humare pyar ka bhi lagana.
Humare pyar ka rang na utrega kabhi,
Ye ek rang humare vishwas ka bhi lagana.
Happy Holi
Shikha

Holi aayi re ....


holi song


Holi song


Lal gulabi rang - Shikha


 
Lal gulabi rang hai,
Zum raha sansar hai,
Suraj ki kiran
Khushiyo ki bahar
Chand ki chandni
Apno ka pyar
Mubarak ho aapko
Holi ka tyohaar.
 
Unknown

Holi ka tyohar - Shikha



khuda kare har saal chand banke aaye,
Din ka ujala shan banke aaye,
Kabhi door na ho aapke chahere se hansi,
Ye holi ka tyohar aisa maheman banke aaye.
 
Unknown
Happy holi

Wish karne ka intezar - Shikha



Dost kabhi wish karne ka intezar nahi karte,
Jo wish karne ka bahana dhundhe aisa apne nahi karte,
Hum to vo hai jo HOLI wish karne ke liye
Us din bhi intezar nahi hai karte.
Happy Holi

Image shayari - Shikha


image shayari -Shikha


Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...