Sunday 4 January 2015

Photocopy pan chal she - shikha


Aapki chahat - shikha



Aapki chahat ko Apni chahat se sajayenge hum,
Jab tak hai zindgi aapka saath nibhayenge hum,
Agar kabhi bichhad bhi Gaye to har Hal Mai vapas milenge hum,
Aapki khatir bhagwan se bhi lad jayenge hum.

Shikha

Veg cutlets of tarla dalal - shikha


Best of aasha bhosle - shikha


Kaun si dost - shikha



Khuda ne jab tumhe banaya hoga,
Tab ek pal ye bhi socha hoga,
Ki  kaun si dost de tumhe tohfe Mai,
or tab jakar usne Hume banaya hoga.
Shikha

Pyar humara - shikha



Bahot hi khubsurat hai pyar humara,
Jisse maheke gharsansar ye humara,
Aaye chahe kitne bhi tufan zindgi mai
Kabhi khatam na hone dena pyar humara.

Shikha

Aapka naam Baat diya - shikha



Duniya ne humse puchha ki tumhe pata bhi hai ki pyar kya hota hai
Humne unhe kanto ki Sej ko phoolo Mai badal ke dikha diya
Fir un hone puchha ki aap kitna pyar karte ho apne pyar se
Humne unhe Pura samunder Jakar dikha diya
Fir un Sabne Hume puchha ki kaise sambhal Paoge apne pyar ko
Humne dhire se phoolo ko sahelakar dikha diya
Fir unhone humse puchha ki kisiki nazar lag jayegi to kya karoge
Humne Apni palko ko dhire se bandh karke chhipa liya
Fir un hone puchha ki Apni jaan se bhi pyar kise karte ho
To shikha ne turant muskurakar aapka ka naam Bata diya.

Shikha

Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...