Monday 28 May 2018

Mera sapna - Shikha


Na jaana tumne kabhi mera sapna kya hai,
Aasman ki unchai ko chhuna mera sapna nahi
Mera sapna hai zindagi ki rah mai,
Har pal mai tera saath dena,
Har durd mai tera saath dena,
Har ek pal mai tuje hanste dekhna,
Kuchh jyada to nahi chaha hai,
Mera sapna sirf tu hai sanam.

Shikha

Bahu aash dhari ne - jain stavan


Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...