Thursday 18 January 2018

Suraj ki kiran ko - Shikha


Suraj ki kiran ko khud pe bikharne do,
Uske noor ko khud mai bhar jaane do,
Lekar aayegi khushiya aapke aangan mai,
Or Le jayegi gam ki chadar khud  sang
Muskan ke saath swagat kijiye subah ka.

Good morning

Shikha

Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...