Thursday 22 January 2015

Vajah poochhta hai - shikha



woh muj se mere khamoshi ke wajah poochta hai
kitna pagal hai rat ke sanate ke wajah poochta hai
woh muj se mere ansoo ke wajah poochta hai
kitna pagal hai barish ke barasne ke wajah poochta hai
woh muj se mere mohabbat ke bari me poochta hai
kitna pagal hai khod apne bari me poochta hai
woh muj se mere wafa ke inteha poochta hai
kitna pagal hai sahil pe khada hai samunder ke gehrai poochta hai
Unknown

Tu mane Bhagwan ek vardan - shikha


Har dua Mai shamil - shikha


Ye duniya tere bina - shikha



Ye duniya tere bina sum sam si lagti hai,
Har pal teri kami mahesus si hoti hai,
Pata hai ab na mil payenge hum kabhi,
Fir ye yaade har pal kyo tadpati raheti hai.
Shikha

Aise kyo Lagta hai - shikha



AISA KYO LAGTA HAI...
Aisa kyo lagta hai jaise tum humse door jaa rahe ho,
Aisa kyo lagta hai jaise kuch baat to hai ,
Jo tumko mujse door jane pe majboor kar rahi hai.

Ek baar tum mujse vo baat share karke to dekho,
Ek baar tum mujpe  aitbaar karke to dekho,
Sirf ek baar tum muje apna samajkar to dekho.

Kaha gaya vo tumhara pyar jisse mai hansti hu,
Kaha gaya vo tumhara aitbaar jiske liye mai tarsati hu,
Kaha gayi vo aapki hansi jise dekhne ko mai tarsati hu.

Ek baar mere liye laut aao yara,
kaise batau mai kitna pyar karti hu yara,
Zindgi jaise tham si gayi hai ,
Na koi khushi hai, na koi sapne hai,
Tere pyar ke bina SHIKHA ki zindgi kuch bhi nahi.

Shikha

Naam hai tera


Wada karo - shikha

Wada karo.........

Khushboo ki tarah pyar ko aap
humari saanso me basane ka wada karo,
Andaz e muhobbat jitne hai aapke,
Humare dil me sajane ka wada karo.
Shikha

Khubsurat sa ek pal - shikha







Khubsurat sa ek pal........


Khubsurat sa ek pal zindgi ka hissa ban jata hai,
Jane kab or kaha koi zindgi ka hissa ban jata hai,
Kuch log zindgi me milte hai kuch is tarah se,
Ki do jism par  fir ek jaan ban jata hai.
Shikha

Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...