Wednesday 10 June 2015

Aapki kasam - Shikha

 
Hum to aapke dil ko khushi dene aaye the,
Aapki kasam aapko jeena sikhane aaye the,
Ye kis baat ki saja de di aapne hume,
Hum to aapki tanhayi ko mahefil mai sajane aaye the.
 
Shikha

Pyar ki kasam - Shikha

 
Pyar ki kasam kabhi hume bhulana nahi,
Apne dil ko kabhi udas hone dena nahi,
Jitna bhi satana chaho sata lo hume,
Par apne aansu kabhi humse chhupana nahi.
 
Shikha



jain stavan


Abhi abhi ..................


Ek pyara sa dost - Shikha



Pyar ke bina zindgi mai koi rang nahi hote,
Akele chalne pe har mod pe hai tufan hai aate,
Ek pyara sa dost zindgi badal deta hai,
Kyoki uski dua or pyar se har tufan se nikal hai pate.
 
shikha

Bhul jaa jo hua ....


Manahar udhas - Gujarati gazal


Tum itna Jo muskura.....


Humare liye kya ho aap - Shikha

 
 
Aapko ye kaise bataye ki humare liye kya ho aap,
Phoolo ki pyari si khushbu ho aap,
Phoolo ke to kai roop rang hai is duniya mai,
Par humara pyara sa gul ho aap.
 
Aapko ye kaise bataye humare liye kya ho aap,
Madhur sangeet ka sur or taal ho aap,
Chand ki aneri roshni ho aap,
To suraj ki sunahari kiran bhi ho aap.
 
Aapko ye kaise bataye ki humare liye kya ho aap,
Gum mai dube huye chahero ki muskan ho aap,
Hote hai jab bhi kabhi udas hum,
Hanste hai fir bhi us muskan ka raaz ho aap.
 
Aapko ye kaise bataye SHIKHA ki uske liye kya ho aap,
Humare dil mai jo dhadkan hai us dhadkan ki ravani ho aap,
tanhayi mai palke bandh karke jo sochte hai aapko,
Vo bahete huye ashq ka samundar bhi ho aap.

 
Shikha

Sachha pyar - Shikha


 
Sacche heere ki chamak kabhi kum nahi hoti hai,
Nakli ki chamak to kuch pal ki hi hoti hai,
Bich rah mai chhod jate hai dikhave karnevale,
Par sachha pyar aakhri mod tak saath nibhata hai.
 
Shikha

Pyar ka safar - Shikha

 
Aapse pyar ka ye safar hum aise nibhayenge,
Hum aapse khafa hokar bhi nahi rahenge,
Par aap bhi hume manaya kijiyega,
Varna ye bhigi palke lekar hum kaha jayenge.
 
Shikha

Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...