Monday 27 March 2017

Kahe rahi hai sari duniya - Shikha


Kahe rahi hai sari duniya maa ki mai tera hi beta hu,
Naaz hota hai muje khud pe jab ye mai sunta hu.

Shikha

Jannat ki angel - Shikha


Maa to Jannat ki angel hai,
Pyar karna unki fitrat hai.

Duniya ki sari dulat ek taraf,
Maa ka pyar sabse anmol hai.

Shikha




Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...