Sunday 25 January 2015

Tarshte the - shikha



TARSATE THE....
Tarsate the jis pyar ke liye tamam umar,
Kyo aaj vo saath hote huye bhi door hai,

Khoye rahete the jiski yaad mai sari umar,
Kyo aaj vo SHIKHA ke paas hote huye bhi door hai.
Shikha

Itna Aasan hota - shikha




Aankho Mai uski kho jate hum yu muskurakar,
Agar use apni nazro ke samne rakhna itna aasan hota.

Nind Mai  use kabhi  na be karar karte yu ,
Khwabo Mai unke Jana humara agar itna aasan hota.

Uski Raho Mai aane vale har gum ko hum mod lete apni or,
Uske labo pe muskurahat Lana agar itna aasan hota.

Uski mahekti saanso ki rawani Mai bahene Lagte hum,
Uski dhadkan Mai Jana humara agar itna aasan hota.

Lete na naam bhi uska apne labo par hum kabhi,
Agar humare pyar ko  bhulna humare liye itna aasan hota.

Laut aate zindgi Mai uski agar laut aana Shikha ka  itna aasan Hota,
Zindgi se churakar le jate tuje agar tuje churana itna aasan hota.

Shikha 

Ye ek aisi ladki ki feelings hai Jo aaj bhi kisi mod pe kisika intezar kar rahi hai...

Maru aaykhu khute je ghadiye - shikha


Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...