Friday 10 April 2015

Dada ka darbar dekh le - Jain stavan


Pyari muskurahat - Shikha




Aapki ye pyari muskurahat humara dil chura leti hai,
Aapki pal ki bhi judai ab sadiyo si lagne lagti hai,
Pahele to nahi pata tha par ab pata hai hume ,
Ki zindgi ke har ek kadam pe aapki jarurat lagti hai.
 
Shikha

Har nami ko - Shikha



Har nami ko hansi mai badal deta hai ye pyar,
Har gum ko khushi mai tabdil kar deta hai ye pyar,
Kai log samaj nahi pate hai ise,
Par andheri raat mai roshni si zagmagahat hai ye pyar.
 
Shikha

Bhai-Bahen ki prit - Shikha



Baya kar sake hum aapke pyar ko Bhai
Vo alfaz hum laye to kaha se laye Bhai,
Yu to har rishte ki tarif karna aasan hai,
Par Kar sake Bhai - bahen ke prit ki tarif
Vo andaz-e-shayari Shikha kaha se laye Bhai.
 
Shikha
 
Bhai ...ko samarpit....

Khayal aap rakhna - Shikha



Udas lamho ki kabhi na koi yaade rakhna,
chahe aaye koi tufan apna vajud sambhal rakhna,
Kisi ki zindgi ki sari khushiya ho aap,
Bas yahi sochkar apna khayal aap rakhna.
 
Shikha

Muje tumse muhobbat ho gayi hai


Savariyo re maro - Gujarati


Aapki nazro ne samja pyar ke kabil muje


Tere ishq mai


Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...