Friday 25 January 2019

Tumhari yaad aati hai - Shikha

Image result for cute smile pic

Tumhari yaad aati hai to mere is dil ka aangan mahekne lagta hai,
Bin mausam barish hone lagti hai or din khwab sajne lagta hai.

Shikha

Sukhe patto ki tarah - Shikha

Image result for sad image of girls

Sukhe patto ki tarah bikharati chali gayi thi mai,
Tumne aag lagayi to jaana kaun apna kaun begana.

Shikha

Mahek uthti hai tanhai - Shikha

Image result for Romantic love image

Mahek uthti hai tanhai jab teri yaado ka karva ka mere paas chala aana hai,
Fir yaado ki barish se khud b khud hi labo pe muskan ka aa jaana hai.

Shikha

Kitni baar kaha hai - Shikha

Image result for sad image of girls

Kitni baar kaha hai tuje ki pyar mai beshumar karti hu,
Fir bhi kyu tu har baar mere pyar ko azmata raheta hai.

Shikha

Gum ka hisab - Shikha

Image result for sad image of girls

Fursat nahi ab gum ka hisab karu,
Jalake daman mera puchha usne,
Ab khush ho ki ab bhi koi gum hai?

Shikha

Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...