Tuesday 16 February 2016

Ye Ishq hai ...


Dil mai chhupi aapki yaad - Shikha



Dil mai chhupi aapki yaado se khudko saja diya,
Aapke aks ko apni aankho mai chhipa diya,
Aapke naam ko labo pe aise sajaya humne hai ki,
Khwabo mai bhi aapka hi naam pukar diya.
 
Shikha

Muhobbat ki inteha - Shikha


Zara  dekh to sahi humari muhobbat ki inteha,
Har pal mai duniya or duniyavale badal jaya karte hai,
Par humari muhobbat ki justju aaj bhi vahi hai.
Na muhobbat thodi bhi kam huyi balki har pal sirf badhti hi rahi.
 
Shikha


Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...