Monday, 30 April 2018

Mane andhara bolave - gujarati ghazal


Sab dharm ka sar ek - Shikha


Duniya mai bhagwan ke kai naam hai,
Koi Allah kaheta hai to koi shri raam,
Koi shri krishna kaheta hai to koi sai baba,
Koi jay ganesh kaheta hai to koi gurunanak
Koi mahavir kaheta hai to koi jay shankar,
Koi jesus kaheta hai to koi jay  mataji.
Bhagwan ke naam alag hai par 
sabka sar ek hi hai AHIMSA.

Shikha

Kaise kahu tum aadat ban gaye ho - Shikha


Kaise kahu tum aadat ban gaye ho mere dil ki,
Subah sham ek tera hi naam raheta hai dil mai.

Ek tumhare pyar ne meri zindagi ko nahi rah di,
Tumhare pyar mai ab diwani ban baithi hu mai.

Ek tumhari aadat ne khushiya de di aanchal mai,
Tumhare pyar mai sajda har pal kiya karti hu mai.

Tumhari aadat nahi koi shayari shikha ki kahani mai.
Tumhare pyar mai ruhani ehesas mahesus kar rahi hu mai.

Shikha



Shatrunjay par vicharya chhe aadinathji - jain stavan


Kitna masum hota hai ye dil - Shikha


Kitna masum hota hai ye dil 
mai jise khona nahi chahti,
Vo hi mera hona nahi chahta.

Kitna bechain hota hai ye dil
Mai jise beinteha pyar karti hu
Vo hi muje pyar karna nahi chahta.

Kitna bebas hota hai ye dil
Mai jise dekhkar sukun pati hu
Vo hi muje dekhna nahi chahta.

Shikha

Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...