Sunday 23 November 2014

Wada raha sanam - shikha


Zindgi ke liye - shikha



Pyara sa humsafar......
 Rab ne diya hume he pyara sa humsafar zindgi ke liye,
 Humari har khushiya kurban he uski ek muskurahat ke liye.

 Kai ladkiya jaan nisar karti thi us par,
 Par usne sirf hume hi chuna he is zindgi ke liye.

 Vo shaam aaj bhi yaad he hume jab hum saath the,
 Kuch khamosh the hum dono par aankho me pyar tha tere liye.

 Fir hum khade huye ghar jane ke liye or khade huye aaine ke samne,
 Aaine me bhi fir tumhaara hi chahera dikhai diya hume vo pyar tha sirf tere liye.

Jab hum apni zulfo ko savar rahe the aap dhire se aaye or chum liya humare galo ko,
 Hum sahem gaye ek pal ke liye, dhadkan ruk gayi sirf tumhare hi liye.

 Kitne saalo se sirf jiska sajda kiya humne har pal, har din....
 Humari har khwaishe he, sapne he sirf tere hi liye........

 Dhire se aapne hume apni baaho me bhar liya,
 Or hum simat rahe aapki baaho me zindgi ke har pal ko jine ke liye...
This is dedicated to my lovely husband............Raj

Usne socha - shikha



Usne socha.... 
Usne socha hum unse pyar karte hai,
 Humne socha vo humse pyar karte hai,
 Gujar gaya daur yu hi zindgi ka,
 Na usne kuch kaha na humne kuch kaha.

Fir mod aaya ek aisa zindgi me,
 Usne achanak kiya apne pyar ka izhar humse.
 Ruk gayi thi zindgi vo jaise chalne lagi,
 Zindgi pyari lagne lagi chahat se unse.

Tab jana pyar ka izhaar kitna jaruri hota hai,
 Zindgi jine ka khubsurat bahana jo hota hai,
 Sare rang bhar diye usne fiza me humari,
 Zindgi me saath ekdusre ka kitna jaruri hota hai.
Shikha

Kaun kaheta hai - shikha

Kaun kaheta hai ki humne tumhe bhula diya,

Dil ke kisi kone me tumhe hai chhupa diya.

Hum bhi rahenge tere dil mai E Dost,

Humne to apni or se dosti ka rishta nibha diya.

Shikha

Pyara sa humsafar -shikha

Pyara sa humsafar......

Rab ne diya hume he pyara sa humsafar zindgi ke liye,

Humari har khushiya kurban he uski ek muskurahat ke liye.

Picha: Pyara sa humsafar......

 Rab ne diya hume he pyara sa humsafar zindgi ke liye,

 Humari har khushiya kurban he uski ek muskurahat ke liye.

 Kai ladkiya jaan nisar karti thi us par,

 Par usne sirf hume hi chuna he is zindgi ke liye.

 Vo shaam aaj bhi yaad he hume jab hum saath the,

 Kuch khamosh the hum dono par aankho me pyar tha tere liye.

 Fir hum khade huye ghar jane ke liye or khade huye aaine ke samne,

 Aaine me bhi fir tumhaara hi chahera dikhai diya hume vo pyar tha sirf tere liye.

 Jab hum apni zulfo ko savar rahe the aap dhire se aaye or chum liya humare galo ko,

 Hum sahem gaye ek pal ke liye, dhadkan ruk gayi sirf tumhare hi liye.

 Kitne saalo se sirf jiska sajda kiya humne har pal, har din....

 Humari har khwaishe he, sapne he sirf tere hi liye........

 Dhire se aapne hume apni baaho me bhar liya,

 Or hum simat rahe aapki baaho me zindgi ke har pal ko jine ke liye...

This is dedicated to my lovely husband............Raj

Jis tarah Rango se -shikha

Jis tarah rango se...
Jis tarah rango se zindgi sunder lagti hai,
Usi tarah teri chahat se meri zindgi sanvrati hai,
Zindgi ki har khushiya sirf tumse hai,
Saath ho tera to dil ko rahat hoti hai.
Shikha
Picha: Jis tarah rango se...
Jis tarah rango se zindgi sunder lagti hai,
Usi tarah teri chahat se meri zindgi sanvrati hai,
Zindgi ki har khushiya sirf tumse hai,
Saath ho tera to dil ko rahat hoti hai.
Shikha

Suraj uge. Chhe -shikha

Suraj uge chhe na aankho ughade chhe bas ek j a asthma,
Human maro bhai aavine mane bolavshe e j vicharma,
Ek var farithi bhai tu avail jab amara jivanma,
Hu tane kya jaine shodhu Mara vira,
Ek var to Bol ne Mara vira....ek var to Bol......

Picha: Suraj uge chhe na aankho ughade chhe bas ek j a asthma,
Human maro bhai aavine mane bolavshe e j vicharma,
Ek var farithi bhai tu avail jab amara jivanma,
Hu tane kya jaine shodhu Mara vira,
Ek var to Bol ne Mara vira....ek var to Bol......

Phoolo se khushboo -shikha

Phoolo se khushboo churayi nahi jati,
Suraj se roshni chhipayi nahi jati,
Kitni bhi door kyo na ho tum,
Dosti me aap jaisi dost ki dosti bhulayi nahi jati.

Shikha

Picha: Phoolo se khushboo churayi nahi jati,
Suraj se roshni chhipayi nahi jati,
Kitni bhi door kyo na ho tum,
Dosti me aap jaisi dost ki dosti bhulayi nahi jati.

Shikha

In anjaan raho mai -Shikha


In anjaan raho me.....
In anjan rahon me Raj, aapka hi saath chahte hai,
Jab bhi aaye koi mushkil to haath aapka hi chahte hai,


Hume apni kismat pe hai itna yakin, (naaz)
Ki harpal aap bhi hamari saubat chahte hai.


Hum khud apne kalaam ki tareef kya kare?
Hum to aapse tareef -o daad chahte hai.

Ye pyar humara sirf aap hi ke liye to hai,
Is kadar aapki diwangi bhi  to chahte hai. 

Aap 'Shikha' ko apni saanso me basana chahte hai,
Hum to saanse lene me bhi aaphi ka sath chahte hai. 

Hum dono ko humari muhobbat pe yakin to hai,
Yehi armaan hai ke har mod pe aapka sath chahte hai.

Shikha

Lag jaa gale - Shikha


Jane tu mera kya hai-shikha


Ye ishq haye - shikha


Bole chudiya bole kangana- shikha


maye ni maye -Shikha


Zindgi tumhari aisi ho -shikha

Zindgi tumhari aisi ho...........
 Zindgi tumhari aisi ho jaha sirf or sirf khushiya ho,
 Raho me tumhari gum ki chhaya bhi na ho,
 Rahe humara rishta kuch aisa ki jab bhi tumhe baat karni ho,
 to humare or tumhare bich rishta sirf dosti ka hi ho.
Shikha

Aankhe Tarasti hai - shikha

Aankhe tarasti hai....
Kale kale se badal yaha pe jyada nahi sajte hai,
bhini bhini barish ki bundo me na koi maje lete hai.
Barish bhi barish yaha pe nahi lagti hai,
bacche bhi kagaz ki naav nahi banate hai.
Na AC vale kamre me nind suhani aati hai,
Khuli chhat pe sone ki maja nirali hoti hai.
mungfali, bair, jamrukh kaha yaha koi khate hai,
samose or pizza khakar hi khush raha karte hai.
Dil dukhne par maa ki mamta yaha kaha mil pati hai,
Gadi ke dhuve me hi har khwab sisakte rahe jate hai.
Apne ghar ke jaisa pyar yaha kaha mil pata hai,
such kahete hai..kabhi kabhi to aankhe tarasti raheti hai.
Shikha

Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...