Monday 23 February 2015

Humnasheen - Shikha


Ek j tipa ma ho jane saat samunder - Shikha


humko kisi ke gum ne mara - Shikha


ye ishq haaye - Shikha


Do dilo ka nagar - Shikha

 
 
Zindgi bewafa hai ye to mana  magar,
Chhodkar hume jaoge aap agar,
Chheen layenge hum aapko kahi se bhi,
Suna ho na payega ye do dilo ka nagar.
 
Shikha

Itna yaad kar lena - Shikha


Waqt nikalkar kabhi hume bhi yaad kar lena,
Har pal na sahi ek pal hi yaad kar lena,
Chahnevale honge aapke kai,
Par hum bhi unme se ek hai itna yaad kar lena.
 
Shikha

Aapke pyar mai - Shikha

 
 
Aapke pyar mai ek ajib sa nasha hai,
Tabhi to sara jaha humse khafa hai,
Mat karo hume itna pyar Janam,
Ki dil hi humse puchh le ki teri dhadkan kaha hai.
 
Shikha

Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...