Sunday, 4 January 2015

Aapka naam Baat diya - shikha



Duniya ne humse puchha ki tumhe pata bhi hai ki pyar kya hota hai
Humne unhe kanto ki Sej ko phoolo Mai badal ke dikha diya
Fir un hone puchha ki aap kitna pyar karte ho apne pyar se
Humne unhe Pura samunder Jakar dikha diya
Fir un Sabne Hume puchha ki kaise sambhal Paoge apne pyar ko
Humne dhire se phoolo ko sahelakar dikha diya
Fir unhone humse puchha ki kisiki nazar lag jayegi to kya karoge
Humne Apni palko ko dhire se bandh karke chhipa liya
Fir un hone puchha ki Apni jaan se bhi pyar kise karte ho
To shikha ne turant muskurakar aapka ka naam Bata diya.

Shikha

Friday, 2 January 2015

Muddat ke baad - shikha



मुद्दत के बाद 

मुद्दत के बाद उनसे मुलाकात हुई है
सोचता हूँ वाकई क्या बात हुई है
उनकी अदा में अभी भी बात वही है
दिल में हमारे दोस्तो खलभली पड़ी है
हमको तो उनकी चाह अभी भी वही है
क्या उनके दिल में मेरे लिए चाह वही है
यहाँ तो अभी भी आतिशे-इश्क सुलग रही है
क्या एक चिनगारी वहाँ भी बची हुई है
पूछूँ कैसे पूछने की बात नहीं है
यह आशिकी की बात है जो नाज़ुक बड़ी है
क्या फिर से मुहब्बत की घड़ी आन पड़ी है

—-लक्ष्मीनारायण गुप्त
—-१८ नवम्बर, २०१४

Tirange ko - shikha



TIRANGE KO .....
Roj isi Tirange ko hum bahot hi miss karte hai,
Use yaad karke salute hum karte hai,
Hai apne vatan se itni door ki
Roj isi Tirange ko dekhkar khush hua karte hai.

shikha

Aane se uske aaye - shikha


ibadat -shikha



Aapke paas baithna bhi ibadat,
Aapse baate karna bhi ibadat,
Aapke liye rab se dua mangna bhi ibadat,
Aapke liye sabkuch kargujarna bhi ibadat,
Na mala, na jaap, na tap, na varat
Bas har ghadi aapke bare mai sochna bhi ibadat.
shikha

Thursday, 1 January 2015

Pyar chhipa hai - shikha



Pyar chhupa hai uske dil mai itna,
Jaise hai pyar ka samunder gahera.
Mumkin hai kabhi baate meri durd de tuje,
Galti se bhi tera ye pyar kum na hone dena.
Nadan hu kuch na kuch bol jati hu mai,
Par tum meri ye baate dil pe na laga lena.
Ye matlabi duniya mai saath nibhaya hai mera tumne,
Galti se bhi bich mazdhar mai chhod mat dena.
Muje aaj bhi yaad hai jis mod par mai akeli thi,
Us waqt tumne muje har kadam par saath diya tha.
Sari duniya ke samne tumne muje apnaya tha.
Chahe koi mod kaisa bhi aaye saath kabhi na chhodna.
Yu to teri oe meri soch mai bahot furk hai,
Par is soch ko kabhi hum dono ke bich ka fasla na hone dena.
Pyar hai tera mere jeene ki vajah E sanam,
Shikha kaheti hai apne pyar se aaj,
Is pyar ko kabhi tum kho ne mat dena.
This is dedicate to my love Raj.

Shikha


Dosti karte nahi - shikha



Todne ke liye hum dosti karte nahi,
Sapne ke liye hum dosti ko dav pe lagate nahi,
Agar aitbaar na hota teri dosti par Hume,
To aapko kabhi humari dost hum banate nahi.

Shikha

Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...