Tuesday 16 February 2016

Dil mai chhupi aapki yaad - Shikha



Dil mai chhupi aapki yaado se khudko saja diya,
Aapke aks ko apni aankho mai chhipa diya,
Aapke naam ko labo pe aise sajaya humne hai ki,
Khwabo mai bhi aapka hi naam pukar diya.
 
Shikha

No comments:

Post a Comment

Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...