Monday 18 April 2016

Na samja kabhi usne pyar ko mere - Shikha

 
Na samja kabhi usne pyar ko mere,
Chal diya akele tanha yu chhodke muje.
 
Na yakin kiya usne baato pe mere,
Man liya usne jo duniya ne bataya use.
 
Pahele bhi tanha the ab fir se ho gaye,
Kya hua agar usne ye jata diya muje.
 
Na samja kabhi usne jazbbat ko mere,
Bhulna hai use tuta hua khwab samajkar muje.
 
Shikha
 
 
Ye ek aisi ladki ki dastan hai jo apne pyar se bahot pyar karti thi par usne kabhi pyar ko samja hi nahi..uski nazar mai pyar sirf  ek khel tha or kuch nahi..

No comments:

Post a Comment

Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...