Sunday 24 January 2016

Dil ke samundar mai - Shikha


 
Dil ke samundar mai yu tufan banke na aaya karo,
Khawabo mai aakar yu na hume tadpaya karo,
Bahot pareshani hoti hai hume jab aankh khulti hai,
Muhobbat e samundar mai aap hume yu na dubaya karo.
 
Shikha

No comments:

Post a Comment

Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...