Monday 24 August 2015

Rakshabandhan ka tyohaar - shikha

 
Yaad aa raha hai hume vo humara bachapan,
Vo ruthna humara or Bhai ka manana hume.
 
Yaad aa raha hai hume vo Bhai ka muskurana,
Rakhi ke bandhne par pyara sa tohfa dena hume.
 
Yahi hota hai Bhai bahen ka atut rishta,
Jise badhane aa raha hai rakshabandhan ka tyohaar.
 
shikha

No comments:

Post a Comment

Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...