Monday 9 February 2015

Tum aa jao - Shikha

 
Kash kabhi aisa bhi ho,
Neele aasman mai kale badal chhaye
Or tum aa jao,
Kash kabhi aisa bhi ho,
Baarish ki chhoti bunde jamin pe gire
Or tum aa jao.
 
Kash kabhi aisa bhi ho,
bagiya mai phool khile,
Or tum aa jao.
Kash kabhi aisa bhi ho,
 Dil tumhe pukare
Or tum aa jao.
 
Shikha

No comments:

Post a Comment

Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...