Wednesday 11 February 2015

Koi anjan sa chahera - Shikha



Koi anjan sa chahera dil ko chhu gaya hai,
bhula na paye kabhi aisa sunder sa lagta hai,
khubsurat yaade bhi to bahot hai is dil mai,
Par muhobbat hai vahi jo
Kisiki aankho se ashq banke baha sakta hai.
Be my Valentine.....
 
Shikha

No comments:

Post a Comment

Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...