Saturday, 1 August 2015

Best gazals...


Dedicate shayari

KAUSHALBHAIYA NE HUME DEDICATE KI THI.
Didi ji ke liye ---

Har sapna har arman har khwahhise ho puri ho apki,
Har pal khhushiyo ki roshni se rahe rahe wo zindagi ho apki,

Pholo ka bhi kabhi naseeb na hue ho wo muskurahat meri didi ji unhto bani rahe hamesha.
Har pal har kadam, har mod par khuda ke fariste khud hifajat kare apki yahi dua karta rahunga  mein hamesha,

Kal raat bhar mein yahi sochta raha apni didi ji ko kal tohfe mein kya do,
Berangh ho jayegi raat hamesha ke liye  warna mein chandni raat ke saare taare tod kar didi ji jholi menin bhar do,

Bahut  door hoo mein apse apne charno me mera hai naman kabol karna,
Har mausama  mein hamara bhai behna ka pyaar yu hi bana rahe chotu ko  ashirwaad wo dena..

Rim zhim .....


Zino zino ude re gulal - Jain stavan


Friday, 31 July 2015

Dedicate shayari


YE HUMARE JAIBHAIYA NE HUME DEDICATE KI THI.
Shikha di: - Kya kahun me inke bare me koi intro ki mohtaz nhi hai inka nam,
  inka nam hi bas inki hai pahchan, gulo ka gulistan hai, khud ek nageena hai,,,


Dosto, mere bhaiyon, mere hamdardo aur sabhi padne walo…

Me di ka nam bhi nhi leta hun kabhi par is post me le raha hun di mafi chahunga,,,

For you form bottom of my heart Shikha Di,

Khuda ki naik insaan dilo me hai kitna apnapan
Sundarta hai lafzo me seedha sadha inka man…
is pariwar aur sabhi bhaiyon ki hai sabse laadli
Meri aadarash meri di meri shikha bahan!!!

Har shayari me inke dikhe bas pyar ki jhalak.
Milu kabhi inse jeewan me hai mere dil ki lalak
Na suna na dekha na dekh paunga aisi shaksiyat
Chahe ghumu me ye zameen ya fir dekhu us falak!!!

Ye di ki hi likhi lines and so me just inne repeat kar raha hun

Tareef karu jinse vo alfaz nahi milte,
Aap vo phool he jo barbar nahi khilte.

Le aate Hum - Shikha

Ye humare ek bhai ne dusri site pe hume dedicate ki thi...jise hum yaha pe share karte hai.
      Le aate hum
Hum bhi udte chiriyo se jo ,
Hote pankh hamare ,
Nani ki vah kahi khani ,
hai pariyo ka desh ,
pari kumari , budha bona ,
kayse un ke vesh ?
hum pariyo ke sang rahte to ,
hote vare nyare ,
dur -dur tak apni bahay ,
amber h falay ,
apne peeche jane kitni ,
duniya nai chipay ,
us duniya se ,
le aate hum ,"Shikha "jaysi bahn
Anmolbhaiya
 Dadicated to my sweet sisters..........

Song collection of Shreya ghoshal


Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...