Hello Friends, Read my shayari collection.....and i promise ..you will all enjoy my creativity! Shayari Shikha me aap sabka swagat hai...Is site ke liye sabse pahele hum humare Raj ka shukriya ada karte hai..jinhone hume encourage kiya...saath diya...or humara honsla badhaya ki ab bhi hum kuch likh sakte hai.... Readers.....Shayari humare jivan se aise judi hai jaise ki saanse...Jo baat hum shabdo se baya nahi kar paate...use hum shayari se bakhubi baya kar dete hai.
Friday, 24 July 2015
Wednesday, 22 July 2015
Masum si uski hansi - Shikha
Gudiya humari rani hai,
Karti apni manmani hai.
Lagti sabko pyari hai,
Lagti badi sayani hai.
Sabke dilo ko chhu jati hai,
Masum si uski hansi hai.
Gol matol sa chahera hai,
Lambe lambe baal hai.
Titliyo ki tarah firti raheti hai,
Kabhi idhar kabhi udhar milti hai.
Hansti hai hansati hai,
Khud ko bada samjti bhi hai.
Humare har such dukh mai,
Saath chalne ki koshish karti hai.
Humari aankhe ye dono gudiya hai,
Mithi mithi uski har adaye hai.
Shikha
Dedicated to my little two princess
A bank robber - joke
A bank robber pulls out gun points it at the teller, and says, "Give me all the money or you're geography!" The puzzled teller replies, "Did you mean to say 'or you're history?'" The robber says, "Don't change the subject!"
A boy and his father - joke
A boy asks his father, "Dad, are bugs good to eat?" "That's disgusting. Don't talk about things like that over dinner," the dad replies. After dinner the father asks, "Now, son, what did you want to ask me?" "Oh, nothing," the boy says. "There was a bug in your soup, but now it’s gone."
Subscribe to:
Posts (Atom)
Palko ko maine - Shikha
Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai naina tere ...
-
Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai naina tere ...
-
dil hi to hai meraa, main isko manaaun kaise nasamajh hai yeh, main isko samjhaaun ka...
-
Sukhe patto ki tarah bikharati chali gayi thi mai, Tumne aag lagayi to jaana kaun apna kaun begana. Shikha