Sunday, 25 January 2015

Tarshte the - shikha



TARSATE THE....
Tarsate the jis pyar ke liye tamam umar,
Kyo aaj vo saath hote huye bhi door hai,

Khoye rahete the jiski yaad mai sari umar,
Kyo aaj vo SHIKHA ke paas hote huye bhi door hai.
Shikha

Itna Aasan hota - shikha




Aankho Mai uski kho jate hum yu muskurakar,
Agar use apni nazro ke samne rakhna itna aasan hota.

Nind Mai  use kabhi  na be karar karte yu ,
Khwabo Mai unke Jana humara agar itna aasan hota.

Uski Raho Mai aane vale har gum ko hum mod lete apni or,
Uske labo pe muskurahat Lana agar itna aasan hota.

Uski mahekti saanso ki rawani Mai bahene Lagte hum,
Uski dhadkan Mai Jana humara agar itna aasan hota.

Lete na naam bhi uska apne labo par hum kabhi,
Agar humare pyar ko  bhulna humare liye itna aasan hota.

Laut aate zindgi Mai uski agar laut aana Shikha ka  itna aasan Hota,
Zindgi se churakar le jate tuje agar tuje churana itna aasan hota.

Shikha 

Ye ek aisi ladki ki feelings hai Jo aaj bhi kisi mod pe kisika intezar kar rahi hai...

Maru aaykhu khute je ghadiye - shikha


Saturday, 24 January 2015

Jab koi nahi aata - shikha


Khush raho har din - shikha



Bahot bahot Mubarak ho aapko aajka ye din,
Dua hai humari aap khush raho har din.

Na aaye kabhi koi gum raho Mai aapki,
Khushiya mile zindgi ki har pal har din.

Mana ki kaante to bichhe honge har rah pe aapki,
Pyar mera un kaanto ko bhi phoolo Mai badal dega har din.

Nahi jee pate hai nahi jee payenge bina dosti ke aapki,
Dosti Jo saath hai mere to dil ko sukun hai har din.

Shikha

Jumkha gira re - shikha


Aapke hi paas hai - shikha





Aaj aap bahot door hai humse par dil aapke hi paas hai,
Jism humara hai yaha par rooh aapke hi paas hai,
isse badi khushi ki baat kya ho sakti hai ki,
Aaj hum dono ekdusre se door hote huye bhi utne hi paas hai.

Shikha

Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...