Sunday, 10 January 2016

Aapke saath rahene ki - Shikha



Aapke saath rahene ki tamanna ho gayi,
Kya mile aap hume jeene ki chahat ho gayi,
Kuch is tarah aaye aap zindagi mai Shikha ki,
Har pal aap mai hi khoye rahena humari aadat ho gayi.
 
shikha

Kyo kisi ko wafa ...


Falooda recipe by tarla dalal


Mere sapno ki rani ...


Chale bhi aao - Shikha

 
Chale bhi aao ab yu na satao ki hum aapse iltazaa barbar karte hai,
Usi ishq se, usi chahat se, usi pyar se, usi man se,
Humare paas fir se aa jao ki hum aapse muhobbat beinteha karte hai.
 
shikha




Zindagi mai - shikha

 
 
Zindagi mai sabse aasan hai kisise pyar karna,
Par sabse mushkil hai pyar karke use nibhana.
 
Shikha

Humare paas aa jana - Shikha

 
 
Jab kali raat ho jaaye,
or koi rasta na nazar aaye,
Udas na hona aap,
Humare paas aa jana.
 
Jab bin badal barsaat ho jaaye,
Bijli kadkadane lage,
To rukna nahi aap,
Humare paas aa jana.
 
Jab kisi baat se dil tut jaye,
Aankho se aansu bahene lage,
To mat rokna un aansu ko aap,
Humare paas aap aa jana.
 
Kabhi humari yaad yu hi aa jaye,
Yaad aane se ashru bahene lage,
To sharmana mat aap,
Humare paas aap aa jana.
 
Shikha




Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...