Hello Friends, Read my shayari collection.....and i promise ..you will all enjoy my creativity! Shayari Shikha me aap sabka swagat hai...Is site ke liye sabse pahele hum humare Raj ka shukriya ada karte hai..jinhone hume encourage kiya...saath diya...or humara honsla badhaya ki ab bhi hum kuch likh sakte hai.... Readers.....Shayari humare jivan se aise judi hai jaise ki saanse...Jo baat hum shabdo se baya nahi kar paate...use hum shayari se bakhubi baya kar dete hai.
Thursday, 29 October 2015
Pappu or ladki - joke
पप्पू ने लड़की को प्रपोज किया - मुझसे प्यार करोगी।
लड़की - शक्ल देखी है अपनी, तुझसे प्यार करने से तो बेहतर है मैं सुसाइड कर लूं।
पप्पू - कमबख्त मर जाएगी पर किसी गरीब के काम नहीं आएगी...
लड़की - शक्ल देखी है अपनी, तुझसे प्यार करने से तो बेहतर है मैं सुसाइड कर लूं।
पप्पू - कमबख्त मर जाएगी पर किसी गरीब के काम नहीं आएगी...
Tuesday, 27 October 2015
Girl and Boy - joke
girl -mujhe phone chahiye
Boy - apne baap se le le
girl -kyu tum de nhi sakte
Boy -Nhi kyuki me abhi 8 saal ka bachcha hu na isliye
good night
Boy - apne baap se le le
girl -kyu tum de nhi sakte
Boy -Nhi kyuki me abhi 8 saal ka bachcha hu na isliye
good night
Muhobbat ka ehesas - shikha
Jab se aaye ho aap zindgi mai humari,
Muhobbat ka ehesas paya tab se hai.
Mili jab ye nigahe aapki nigaho se,
Pyar ka ye safar shuru hua tab se hai.
Aapki pyari si hansi chhu gayi dil ko humare,
Pyar ka ye diwanapan hua tab se hai.
Pahele bhi zindgi to jee hi rahe the,
Par pyar ka ye apnapan mile ho tab se hai.
Jab se aaye ho zindgi mai lagne lage hai sab begane,
Muhobbat ka ye pagalpan mile ho tab se hai.
Akele chal rahe the or haath thama humara aapne,
Shikha ka muhobbat mai ye khumar tab se hai.
Shikha
Subscribe to:
Posts (Atom)
Palko ko maine - Shikha
Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai naina tere ...
-
Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai naina tere ...

