Thursday, 9 April 2015

Journey song Piku


Pyar mai jaan - Shikha


 
Kahene se hi kya pyar ka fasana baya hota hai,
Pyar ka fasana to aankho se baya hota hai.
 
Kya bataye aapke bina humara haal kya hota hai,
Bhari mafefil mai bhi ye tanha dil  rota hai.
 
Bas bahot hua ab yu na satao hume,
Aapko ye dil bahot yaad jo karta hai.
 
Der ki ab jo aapne aane mai isbar,
To Shikha aapki pyar mai jaan bhi de skti hai.
 
Shikha

Palko ko bichhaye baithe hai - Shikha


Humare pyare Bhai ko samarpit....jo bhagwan ke paas chale gaye hai fir bhi uska humare paas hone ka ehesas hota hai...
 
 
Bhai....ab to kuch bhi thik nahi lag raha aapke bina,
Ye suraj ki paheli kiran se sham tak intezar karte rahete hai.
Dekhkar humari udasi door door se aasman bhi hansta hai,
Fir bhi hum aapke intezar mai apni palko ko bichhaye baithe hai.
 
Shikha


best of bollywood 2014


Andhar pan game chhe - gujarati gazal


Wednesday, 8 April 2015

Humare dil ke jaha mai - Shikha

 
 
Humare dil ke jaha mai raheta hai vo,
Jaise phoolo mai khushboo sa hai vo.
 
Humare khayalo pe hai pahera uska,
Jaise har khayalo mai shamil hai vo.
 
Humare saanso ki rawani hai vo,
Humare jazbaato ki paidaish hai vo.
 
Humare vajud ka pyara sa ehesas hai vo,
Har diwani ki rooh ki khwaish hai vo.
 
Humare hotho ki muskan hai vo,
Humare rab ki ibadat sa hai vo.
 
Kyo Shikha jaye mandir ya derasar,
Jab humare  liye vo khud hai bhagwan sa vo.
 
Shikha



Top Bollywood songs February 2015


Palko ko maine - Shikha

Palko ko maine dhire se uthaya or dekha teri or, Janna chahti thi kya kahe rahe hai tere ye naina. Kaise ek pal mai  naina tere ...